hamare khwaabon main tum aana
apni khusboo se hume mahkaana
hum ho na jaayen diwaane kahin
hume har pal yaadon main basaana
khuwaabon main unka didaar hua
sach main jayse pyar hua
hum to sochte hi rah gae
humara dil kisi aur ke hue
sapno ki lahron main khaate hain
hum jayse unke ho jaate hain
hum to aapke dil main rahte hain
aap hi hume saare jahan main doondhte hain
aasmaano ki sayr hume na bhaai
zameen par rah kar humne wo khushi paai
log dhoondhte hain sapno main jise
humne wo hakikat main hai paai
zindgi ki raah main kabhi mayoos na hona
maan main aasha ki joyti jalaae rahna
jab bhi dagmagaae assaa ki jyoti
tab tum mere dosti ka sahaara lena
Dost milta hai badi muskilon se
ise apni palkon par sazaate chalo







TOTW/F/M Award(s): 2






