To Bhagwan Ne Usse Pucha Tumne Zindagi me kya kiya,
Himesh Bol, Ishq kiya kiya, ishq kiya kiya re.
Bhagwan ne kha Ishq kyun kiya
Himesh: Tanha jiya Na jaye, Tanha Raha Na jaye.
Bhagvan: Mein tere ko chorunga nahi,
Himesh: Ya ali madad Ali Ya Ali, Himesh Wahan Se Bhaga,
Bhagwan uske pechey bhaga aur bola,
Jhalak dikhlaja, Ek bar aaja Aaja Aa ja.



Imagine, if DON would be a Software Professional
DON ka intazaar toh 11 companies' ke HR kar rahe hai
par EK baat samajh lo DON ko retain karna muskil hi nahi namumkin hai
Kisi bhi company ki diware itni majboot nahi jo DON ko retain kar sake
DON ko do type ki companies bilkul pasand nahin…
DON ko woh company bikul pasand nahi hai jo kaam karaye AUR Doosri jo
paise kam de....
EK jo Recruit karne main bhaut der kare AUR Doosri wo jo
Fauran(Immediate) Recruit karle.
DON ke PM ki sabse badi galti ye hai ki woh DON ka PM hai.... Ha Ha Ho....
********
Munna Bhai .....
appun jaise tappori s/w Engg. ko kya maalum...
saala programming kis chidiya kaa naam hai...
copy paste kaa kaam miltaa hai bass appun khush...!!!
fir yeh coding kaa lafdaa locha kaiko?
are kaiko ?
arre kaiko re?
fir ek din boleto appun ko project mila.....
ya haaaaaaaaaa! !!!
saala appun ka khopdi chakkar kha gaya ....
computer ke saath dil saala takkar kha gayaa...!!!
din bhar appun computer ke aagge...
koi lafdaa nahi kuch nahi...
vicky Boss bola kya be munna saala tu bhi programmer bann gaya ...!!!
ye munnabhai kya coding bana rela hai baap...!!!
(fir ...? fir kya huwa..?)
fir ek din appun ne coding poora kar diya...
form poora karke appun ne testing ko bhej diya...!!!
lagataa tha ab appun kaa kaam khatam ho gaya ....!!!
par module me issues dekhake sala appun darr gaya ....!!!
appun ke saamne tester ne mere coding me ki galtiyaa nikali...
aapun ke coding ki poori waat laga di.... appun udharich khadaa thaa...
par appun kuch nahi bola... kaiko bolega? kaiko...?
saala ek, ek kaam kiya thaa... usme bhi itne bugs...
par appun ek aansu nahi roya...
kaiko royega...?
kaiko..?
saala appunich yedaa thaa naa...!!!
agale din se phir wohi life chalu...
wohi mails forward karnaa, wohi messages, wohi template, wohi assignments. ..
saala itnaa mails forward kiya...itnaa mails forward kiya...
log samze mail server down hoyega... bhoolneka hai bhoolneka hai par kya karega...!!!
training milke bhi jab kaam nahi miltaa hai...
haa thoda bore huwa par chaltaa hai...
(phir ...? phir kya huwa..?)
fir ...?
fir kya...?
fir agale din appun ko aur ek project mila...!!!
shaappak...
saala appun ka khopdi phir chakkar kha gaya .....
computer ke saath dil saala phir takkar kha gayaa------- ----
**************








...i really wanna read it tho!! :/


..thanks tho!!..lol ekbar aja aja aja aja..lmao!
Linear Mode
